The Bollywood Project

Sep 17th, 2023
song


Certain words occur very frequently in Hindi (Bollywood) songs – such as khuda, rang, piya, naina etc. I’ve been gathering songs that contain these words, and my collection has grown considerably. I thought it’s time to share the list. Click on the song to hear it on youtube

Sauda

Hai sauda khara khara Dil karta hai teri batein sunu saude main adhoore chunu Saudebazi Aa neend ka sauda karein

Heer / Ranjha

Tu meri heer main tera ranjha Ranjha heer wali batein kar na main paun Chup maahi chup hai ranjha Na to wo tha kahin ka ranjha na wo lagi heer jaisi

Gal

Gal mitthi mitthi bol Dil diya gallan Gallan kardi Gal sun jaaneya jaaneya

Falak

Falak tak chal saath mere Is zameen se falak ke darmiyan tumhi ho Tere vaaste falak se main chand launga

Gulabi

Gulabi Rang saari gulabi chunariya ve Tu jo dariya mein utare saara paani gulabi Rang ye gulabi ambaraan se gira hai Gulabi ankhein jo teri dekhi Sambhalo zara apna aanchal gulabi Gulabi si subah Gulabi Sadi

Umar

Ke beet jaye tujhme ye umar Mere umar ke naujawanon Teri berukhi se hai badi, umar intezaar ki meri Umarein lagi kehte hue, do lafz the ek baat thi Usse takte takte takte umar guzarun

Tere Bin

Tere bin main yun kaise jiya Tere bin nahi laage jiya Bin tere Tere bin sanu soneya (Rabbi Shergil) Tere Bin nahi ladga dil mera dholna Tere bin (Bhagam Bhag) Tere bin main dekhun na subah O dil tere bin kahin lagta nahi Sanu ek pal chain na aawe sajna tere bina Tere bina marz aadha adhoora hai Tere bina meri subah nahi jalti tere bina meri shaam nahi dhalti Tere bina besuwadi besuwadi ratiyan Mere bina main rehne laga hun Tere bina main (Haseena Parkar) Adhoora hun main ab tere bina adhoorie meri zindagani reh jayegi

Rang

Apne hi rang mein mujhko rang de Rang de tu mohe gerua Mujhe rang de rang de mujhe rang de Rang saari gulabi chunari re Rang de basanti Rangreza Tere saare rang odh ke dhang odk ke Rangi barod aye khushiyan sang layi Tum aaye to ye rang aaye (Rung Ali Sethi) Main rang sharbaton ka Rang jo lagyo re Besharam rang Rangilo maro dholna Paani da rang vekh ke Rang lageya ishq da Rang barse bheege chunarwali Kya rang laya dil ka lagana Dupatta tera nau rang da Rang jaun jo main haath lagaun Rang the noor tha

Khwaab

Khwaab dekhe jhoothe moothe Khwamakha bewajah khwaab bunta raha Ude khule aasmaan mein khwaabon ke parindey Khwaabon ke jahan mere se nikla sa Ammi ne meri jo suit silaya hai khwaab dikhaya hai tu hi to nahi Mere khwaabon mein jo aaye Dekha ek khwaab to ye silsile hue Khwaabon mein jo tu dekhe mere tujhse hi hota ishq hai Aankhon ne aaj dekha khwaabon ka aasmaan hai Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein wahan pehle se hi sailab tha Tum to darasal khwaab ki baat ho Bas itna sa khwaab hai Kyun aaj kal neend kam khwaab jyada hai khwaab ho tum ya koi haqeeqat Hum aapko khwaabon mein la la ke satayenge Ki Khawaaishein pe khaabon ki barishein azaabon ki To bas khwaabon mein hi mujhse mil liya karo Khwaab hai dunya dil hai thikana

Aankhon

Aankhon mein teri ajab si ajab si adaayein hain Jaane teri aankhein thi ya baatein thi wajah Aankhon ki gustakhiyan maaf ho In aankhon ki masti ke Aankhein teri kitni haseen Aankhein khuli ho ya ho band deedaar unka hota hai Gulabi Aankhein Jaane kaise bandhe tune ankhiyon ke door Tum aankhon se batana hum samajh jayenge Aankhon ne aaj dekha khwaabon ka aasmaan hai Khwaabon ko jagah na mili aankhon mein wahan pehle se hi sailab tha Kya kahun aankhon ne meri sab keh diya Koi nasha hai teri aankhon ke pyalon mein Hum aapki aankhon mein is dil ko basa dein to Ankhiyon se goli maare

Aasmaan

Jhuk gaya aasmaan mil gaye do jahan Kis taraf hai aasmaan kis taraf zameen khabar nahi Aasmaan mila zameen ko meri aadhe aadhe pure hain hum Jo bheji thi dua wo jaake aasmaan Aasmaan hai neela kyun paani geela geela Khoya khoya chaand khula aasmaan Aankhon ne aaj dekha khwaabon ka aasmaan hai
And Tushita's fav - Aasmaan ko chukar dekho taron ki karo sawari

Khuda

Khuda jaane ke Cheen lunga ya khuda se maang launga Tu hai mera khuda Jo khuda khud bhi de Khudaya khair Kehte hain khuda ne is jahan mein sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye O karam khudaya hai Khuda mila jo ye faasla hai Padhne aaya khuda khud yahan Lagta khuda ka koi nek irada hai Maine paya ae khuda Chhod di khudai Kaise khuda hai tu bas naam ka hai tu rabba jo teri itni si bhi na chali Noor e khuda O khuda Aye khuda Ba khuda tum hi ho Main dhoondhne ko uske dil mein jo khuda nikla Tu na jaane aas paas hai khuda Mera naam tu haathon pe apne likhe baar haan, ae kaash ke aisa bhi ek din laye wo khuda Haye tu meherbaan kyun hogaya bakhuda kya baat hai Chuhun aur kya ki khuda de ab mujhe Apna khuda bhi hoga Bante kyun ye khuda mere Ek baar is dharti pe dekh lun khuda apna Kya bura hai kya bhala hai waqt hi shayad khuda hai Aise mile ho jaise humpe ho meherbaan ye khuda Aye khuda gir gaya O re khuda ye tune kya kiya Mujhe yunhin karke khwabon se juda, jaane kahan chupke baitha hai khuda Mera yaar khuda hai Je main pittal te oh sona bakhuda Tujhme aur khuda mein koi fark na jane Tera hafiz hai khuda

Chand

Ye chand sa raushan chehra, zulfon ka rang sunehra Gali mein aaj chand nikla Chanda re chanda re kabhi to zameen pe aa Chand sifarish jo karta humari Chand chupa badal mein Khoya khoya chand khula aasmaan Chand taare tod laun Chanda hai tu mera sooraj hai tu Maine pucha chand se ke dekha hai kahi Mera saamne wali khidki mein ek chaand sa tukda rehta hai Chaudhvin ka chand ho Neele neele ambar par chand jab aaye Chand sitare phool aur khusbhu Chand taaron ko chune ki aasha Tere vaaste falak se main chand launga

Galiyaan

Teri galiyaan, galiyaan teri galiyaan Aaj se teri saari galiyaan meri hogayi Gali mein aaj chand nikla Yeh galiyaan yeh chaubara yahan aana na dobara Raste galiyaan de Gali mein maare phere Sadi gali Hum kis gali jaa rahe hain

Piya

Piya O re piya O re piya Piya re piya re thare bina lage nahi mora jiya re Piya basanti re kahe sataye aa ja Piya tose naina lage re Mera piya ghar aaya Piya re piya re (kalank) Bairi piya Apna bana le piya Mera sab kuch hai piya ab se tere naam

Maula

Maula mere maula mere maula mere maula mere (Aankhein Teri) Maula maula maula mere maula (Arziyan) Mere maula maula mere maula man matwala kyun hua hua Maula maula re Maula mere lele meri jaan Mast maula mast kalandar tu hawa ka ek bawandar Ali maula

Naina

Jab se tere naina Tose naina jab se mile Piya tose naina lage re Tose naina lage Nain ne jodeen Naina nu pata hai naina di khata hai Bahe naina bhare more naina jhare more naina Dekhte the naina Naina da kya kasoor Nainon ne bandhi kaisi dor re Roke na ruke naina Tere naina Tere naina tere naina Sapnon se bhare naina Nainon ki mat maaniyo re nainon ki mat suniyo Naina lagiyan barishan Naina tere kajra re hain Naina ashq na ho naina Kajra re kajra re tere kale kale naina

Zaalima

Zaalima Aada kaafirana, chalan zaalimana

Receive new posts on email