The Bollywood Project (2)

Apr 17th, 2024
song


Really enjoyed collecting songs for The Bollywood Project. In the second part, I’ll collect songs on a particular emotion or a unique occurence of words.

Indirect mention of tears

Khwabon ko jagah na mili aankhon mein wahan pehle se hi sailab tha Ishq mein nigahon ko milti hai baarishen Fir aate kyun yahan karne aankhon me ho baarish

Songs about the start and the end

Anjaam jo chahe mera ho, aagaaz yun chahiye Ibteda tumhi ho, intehan tumhi ho

Someone is khafa

Kahe khafa mose chulbul se bulbul Ye naarazgi kaagzi saari teri Acha ji main haari chalo maan jao na Ke maaregi zyada mujhe maut se naarazgi teri

Someone is leaving and you want to stop them

Abhi na jao chhodkar ke dil abhi bhara nahi Tu thodi der aur theher jaa

Songs where rooh and jism occur together

Rooh se chahne wale aashiq batein jismon ki karte nahi Choo to liya hai ye jism tune, rooh bhi choom le Main ek jism hun yaa rooh ki pyaas hun

Receive new posts on email